RAFTAAR..
Subah hoti hai…shaam hoti hai
Aise hi zindagi tamaam hoti hai
Ek ek din zindagi ka kam ho rha hai
Aur hum sochte hai ki insaan bada ho rha hai..
Na ghadi ka pahiya rukta hai
Na samay kisi k aage jhukta hai
Jab zindagi ka ek aur lamha kam hota hai..
No comments:
Post a Comment